Breaking News

Instagram Ko Banane Me Konsi Coding Language Ka Use Kiya Gaya Hai.

Instagram ka name to sabne suna hi hoge kya aap jante hai, ki Ise kis laguage ka use karke banaya gaya hai?.

Instagram Ko Banane Me Konsi Coding language Ka Use Hua Hai

Which Coding language is Use in Instagram
Instagram ko banane me konsi language ka use hua hai

 Aap logo ne Instagram to chalaya hi hoga kya aapko ye pata hai ki Instagram ko banane ke liye konsi coding language ka prayog kiya gaya hai. 100% me se 99.9% logo ko iske bare me nahi pata hoga lekin is article me aapko pata chalega ki Instagram ko banane me konsi coding language ka prayog kiya gaya tha. 

Instagram 

Instagram sabse jyada istemal kiye jane wale software me se ek hai. Basically Instagram ek social media platform hai janha par log aapni photos or videos upload karte hai. jise duniya bhar me log dekhte hai or like karte hai. instagram par aap videos or photos share karke aapne business ko bhi pramote kar sakte hai .

Instagram ko banane me konsi Coding Language ka use Hua hai

Instagram ek bahut hi bada software hai, isiliye ise banane me kai coding languages ka use hua hai. Jaise:- Paython, C++, Java, JavaScript etc. to age ham janenge ki in programing languages ka kya kam hai Instagram me.

uses of programing language

Python:- Python ka use instagram ke android or ios aaps ko banane ke liye kiya gaya hai. Python ka use mostly web application, Data Science, AI, Machine learning in sabhi ke liye kiya jata hai.

Java:- Instagram me Java ka use Web application banane me kiya gaya hai. is programing language ka use mostly mobile application banane me, Database, Gaming me, Automashan kiya jata hai.

C++:- C++ bahut shaktishali programing language hai. Instagram me iska use Database banane me kiya gaya hai.

in bhashaon ke alava bhi Instagram me anya languages ka prayog bhi kiya gaya hai. Yadi aap bhi software engineer banana chahte hai to aap ko bhi is languages ko sikhna hoga kyonki usme in languages ka bhi prayog hota hai. inke alava bhi kai languages hai jinka prayog is prakar ke kam me kiya jata hai.

iske alava aap Instagram ki madad se paise bhi kama sakte hai. Instagram Se paise kamane ke kai tarike hai jaise :

(1) Affiliate Marketing

(2) Apne Product Ko sell karke

(3) Dusre logo ke account ko promote karke 

(4) Brand promotion karke

(5) Instagram Par reel bana karke

(1) Affiliate Marketing ka matlab ye hota hai ki aap kisi ke Product ko promote karte hai or yadi ko aap ki link ke dvara us product ko kharidta hai to us pe aap ko Kamitioon ke rup me kuchh paise milte hai.

(2)  Agar aap ke pas koi Product hai jise aap sell karna chahte hai to aap aapne Instagram account ke trough use sell kar sakte hai or yah bahut achha tarika hai paise kamane ka.

(3) yadi aapke pas Brand account hai to aap dusre logo se paise leke unke account ko promote kar sakte ho or achha khasa paisa bana sakte ho.

(4) Yadi aapke Instagram account par achhe khase followers hai to aap kisi company ke brand ko promote karke bhi achha paisa bana sakte hai.

(5) Reels to Instagram Par banana sabhi ko ata hoga to aap ko bata de ki aap reels bana kar bhi paise kama sakte hai. Yadi aapki reel logo ko bahut pasand aati hai or log use bar-bar dekhte hai to Instagram aapko reels bounos deta hai.

कोई टिप्पणी नहीं